Top 25 Aaina Shayari in Hindi 2019

Aaina Shayari in Hindi 2019

Aaina Shayari in Hindi 2019

Aaina Shayari in Hindi 2019


1.
दोस्तों आज के इस  आर्टिकल में पढ़ते हैं आईने से जुडी ढेरो हिंदी और उर्दू शायरियां, तो देर कैसी आईये पढ़ते हैं और सोशल  मिडिया पर अपने दोस्तों को शेयर करते हैं. आईने पर बनी एक से बढ़कर एक चुनिन्दा शायरों द्वारा लिखी शायरियां. आप भी बोल उठेंगे wahh wahh क्या बात हैं.

2.
Ek Aayine Ki Dukan Ki Deewar Par Likha Tha,
Teri Pahachan Hi Naa Kho Jaye Kahi.
Itane Chaihare

3.
Aayina Dekh Apna Sa Munh Le Ke Rah Gaye,
Sahab Ko Dil N Dene Pe Kitana Gurur Tha.
Mirza Galib

4.
Aayine Me Wo Apni Ada Dekh Rahe Hain,
Mar Jaye Ki ji Jaye Koi Unako Bala Se.

5.
Aayina Dekh Kar Tasalli Huyi,
Ham Ko Is Ghar Me Jaanata Hain Koi.

6.
Kirdaar Apna Pahale Banane Ki Baat Kar,
Fir Aayina Kisi Ko Dekhane Ki Baat Kar.

7.
Khwab Ka Rishta Hakiqat Se Na Joda Jaye,
Aayina Hai Ise Patthar Se Na Toda Jaye.

8.
Aayina Kuchh Nahi Nazar Ka Dhokha Hai,
Nazar Wahi Aata Hai Jo Dil Me Hota Hai.

9.
Mai Aayina Hun Tutana Meri Fitarat Hain.
Isliye Pattharon Se Mujhe Koi Geela Nahi,

Meri Kisamat Me To Kuchh Yu Likha Hain,
Kisi Ne Waqt Guzarane Ke Liye Apna Banaya,
Kisi Ne Apna Bana Kar Waqt Guzar Liya.

10.
Aayine Me Dikhata Hain Tuta Sa Aks Apna,
Zakhm Ki Chot Khakar Yu Chatak Sa Gaya Hu.

11.
Kaise Sambhalu Main Apne Tute Dil Ke Tukade Ko,
Apne Hi Dil Ke Aayine Me Dekho Bikhar Sa Gaya Hu Main.

12.
Aaina Bhi Tumhe Dekh Aahe Bharata Honga,
Itna Bhi Khud Ko Nihaara Na Kijiyen.

13.
Aayina Koi Yesa Bana De Khuda Jo,
Insaan Ka Chaihara Nhai Kirdaar Dikha De.

14.
Aayina Aur Dil Ka Ek Hi Fasana Hain,
Aakhari Anzaam Dona Ka Tut Kar Bikhar Jana Hain.

15.
Aaina Dekh Ke Bole Ye Sawarne Wale,
Aaj To Be-Maut Marenge Mere Marane Wale.

16.
Aaina Hun Tera, Kyu Itana Katara Rahe Ho,
Sach Khaunga, Kyu Itana Ghabra Rahe Ho.

17.
Pyar Apne Pe Aata Hain To Kya Karte Hian,
Ayina Dekh Ke Muh Chum Liya Karate Hain.

18.
Kasur Nigahon Ka Nahi Aayine Ka tha,
Jo Chupake Se Maine Un Ka Deedaar Aayine Me Kar Liya.

19.
Shikayat hain mujhe aayine se tumhare
Tum mujhse milane aati ho
Usase milane ke baad

20.
Aaj Tut Gaya To
Log Bachkar Nikalate Hai

Kal Aayina Tha To
Ruk-Ruk Kar Dekhate The

21.
Ghar Ka Aayina Bhi Ab Haq Jata Raha Hai
Khud To Wesa Hi Hai Par Meri Umr
Bata Raha Hai.

22.
Aayine Ko Bhi Khubsurat Bana Degi
Tumhaare Chaihare Ki Muskaan

23.
Mai Janata Hun Fir Bhi Puchhata Hu,
Tum Aayina Dekha Kar Batao, Meri Pasad Kaisi Hai?

24.
Ayina Bhi Dekhe To Dekhata Rahe Tumhe,
Khubsurati Ki Wo Misal Ho Tum.

25.
Apane Imaan Ki Hifajat Khud Se Hai Mukammal,
Ruh Ke Muaayane Ke Liye Koi Aayina Nahi Hota.

Related Tags: Aaina Shayari in Hindi 2019


from Daily SMS Collection: Best Whatsapp Status Quotes of 2019 https://ift.tt/33F41Qz